
aasman barse to chata le sakte hai,
aakhe barse to kya kiya jaye,
meri mohabbat ki majar to aaj bhi vahi hai,
bus tere hi sajde ki jagah badal gai,

kabhi-2 narajgi dusro se jada khud se hoti hai,
vo bolte rahe,
hum sunte rahe,
jawab aakho mein tha,
vo lafjo mein dhudte rahe,


teri berukhi ne chin li hai,
shararte meri aur log samjhte hai,
ki mein sudhar gya hu,

fir ek din aisa bhi aaya jindagi mein ki,
meine tera name sunkar muskrana chod diya,

koi puchega to subhe ka bhula keh dege,
tum aayo to sahi hum sam ko sawera keh dege,

tumko bhi kaha jarurat hai meri,
tumhare liye to mein bhi bichda jamana hu,

bhul sa gya hai vo mujhe samaj nahi aa raha hai ki,
hum aam ho gaye unke liye ya koi khas ban gaya hai,



