Educational good thoughts and quotes

siksha ek aisa khajana hai
jo apne malik ko kabhi nahi chhod sakta

SOCH
soch achhi honi chhahiye
kyunki najar ka ilaj to mumkin hai
par najariye ka nhi

The Indian Education System
primari school (classes 1 to 5)(age 6 to 11)
middle school (classes 6 to 8) (age 11 to 14)
secoundary education (classes 9 to 10 ) (age 14 to 15)
upper secoundary (classes 11 to 12) (age 16 to 17)
higher education (graduation or professional programmes )

apka sbse achha sikshak apki sabse last galti hai

jeet or haar
yeh apki soch par hi nirbhar hai
maan lo to haar hai
than lo to jeet hai

bina siksha ke manushaya kath ka ullu hota hai

jab tak siksha ka maksad nokari pana hoga
tab tak samaj me nokar hi paida honge

ek educational vyakti vahi nhi hai jo school avim college gaya hai
apitu adhik sikshit vyakti vah hai
jo yah jaanta hai ki samaya stithi tatha sadhano ke
anushaar sahi or galat ka chunaav karte hue sahi nirnaya kese lena hai

na jaane kitni ankahi baate
sath le jayenge log jhut kahte h ki khaali hath aaye the khali hath jayenge

agar aap unnati ki our agrashatr nhi hai iska matlab aap piche jaa rhe hai

har roj girkar bhi mukkambal khade hain
aie zindagi dekh mere honshle tujhse bhi bade hain

dusron ki soch se adhik kar dikhana hi apki asli safalta hain

gyaan par kiya gaya nivesh sabse behtareen byaj deta hain

samjhani hai zindagi to piche dekho
jeeni hai jindagi to aage dekho

parivartan hi sachhi vidha ka antim parinaam hain
change is the end result of all true learning