
yu hi gujar jate hai mithe lamhe musaforo ki trah,
aur yade vahi khadi reh jati hai ruke rasto ki trah,

na mile kisi ka sath to hume yad karna,
tanhai mehush ho to hume yad karna,
khushiya batne ke liye dost hajaro rakhna,
jab gam batna ho to hume yad karna,

kitne anmol hote hai yeh mohabbat ke rishte,
bhi koi yad na bhi kare fir bhi intjar rehta hai,

nahi koi jarurat yad rakhne ki hume,
hum khud hi yad aayege jaha jikr ae wafa hoga,

uski yado se bhari hai mere dil ki tijori,
koi kohinor bhi de to bhi mein soda na karu,

khushbu ki trah aaya vo tej hawao mein,
maga tha jise humne din rat duao mein,
tum chat pe nahi aaye mein ghar se nahi nikla,
ye chand bahut bhatka sawan ki ghatao mein,

jisse chahha tha bikharne se bacha le mujhko,
kar gaya tej hawao ke hawale mujhko,
mein vo bhut hu ki teri yad mujhe pujti hai,
fir bhi dar hai ye kahi tod na dale mujhko,

kabhi-2 ke tasvaro se ye dil nahi bharta,
mere khyalo mein aayo to bar-2 aaya karo