
meine tera name leke hi sare kam kiye hai mahadev aur log samjhte hai ki banda kismat vala hai.


shiv ki shakti, shiv ki shakti, khushi ki bahar mile
shivratri ke pawan avsar par,
aapko jindagi ki ek nai achhi shurat mile3,

chita bhasm se tera,
nit nit ho srangar,
kal bhi tere aage,
hath jod khada lachar,



Mahadev ka diya hua,
hume sab swikar hai,
mere mahadev ke rehte hue,
chita karna bekar hai,
aayegi musibat bhi,
to mere mahadev use talege,
hum mahadev ke hi bhakt hai,
hume mahadev hi sambhalege,

mandir me ghanti,
aarti ki thali,
nadi kinare suraj ki lali,
jindagi me mahakal khushiyo ki ho barish,

harne na dena mahadev kathin imtihan hai,
jeet mein baba hum dono ka man hai,
kyuki mein aapke bharoshe hai aur yahi meri pehchan,
har har mahadev,

koi #dolat ka diwana,
koi #shohrat ka diwana,
#shishe sa mera #dil,
mein to sirf #mahadev ka diwana,
har har mahadev

sabse bada tera darwar hai,
tu hi sab ka palanhar hai,
saja de ya mafi mahadev,
tu hi hamari sarkar hai,




