Majburi shayari images pics photo download dp
Love Images in Hindi | Motivational shayari images | Nigahen aankhen shayari images | Daru shayari in hindi with images | Dosti Shayari in hindi images | Pyar bhari shayari in hindi images | Nakhre images | Dua shayari in hindi | Jaan shayari images | Timepass shayari images | Barish shayari images | Yaadein Shayari images | Tamil kadhal kavithai images | Maut Shayari in Hindi images | Busy shayari images | Dushmani shayari images | Matlab shayari images | Intezaar shayari images | Tamil kavithaigal images | Allama iqbal islamic shayari images | Achi baatein images in hindi | Happy life shayari images | Diljale shayari images | Tow line shayari images | Nafrat shayri images | Tute dil ki shayari images | Romantic love marathi images | Dosti shayari images | Pyar aur dard bhari shayari | Latest mohabbat shayari | God shayari | Best memories shayari | Best wishes shayari images | Best lovely Romantic shayari | Attitute shayari images | Aashiqui Shayari images | Heart touching shayari images | Maa shayari images | Best friendship shayari images | Best funny shayari images | Heart touching shayari | Top mirza ghalib shayari | Sorry Shayari With Images | Best sad shayari in urdu | Best Sad Shayari In Hindi | Sad Shayari in Hindi With Image

jab koi khyal dil se rakhta hai,
dil na chah kar bhi khamosh reh jata hai,
koi sab kuch keh kar bhi pyar jatata hai,
koi kuch bina kahe bhi sab bol jata hai,

gujarish hamari veh man na sake,
majburi hamari veh jan na sake,
kehte hai marne ke bad bhi yad rakhege,
jite ji hume pehchan na sake,

hakikat jan lo juda hone se pehle,
meri sun lo apni sunane se pehle,
ye soch lena bhulane se pehle,
bahut roi hai ye aakhe muskrane se pehle,

har koi kisi ki majburi nahi samjhta,
dil se dil ki duri nahi samjhta hai,
koi to kisi ke bina mar mar ke jita hai,
aur koi kisi ko yad karna jaruri nahi samjhta hai,


farz tha jo mera nibha diya maine,
usne manga jo wo sab de diya maine,
wo sunke gairon ki baatein bewafa hu gaye,
samjh ke khuwab uske aakhir bhula diya maine,




teri khamoshi agar teri majburi hai,
to rehne de ishq kon sa jaruri hai,