
agar jindagi mein sakun chahte ho to,
logo ki bato ko dil se lagana chod do,

kya rakha hai khud ko roj ucha btane mein,
thodi si shohrat pa es kadar itrane mein,
kuch fesle to vidhi ke hath hua karte hai,
varna kitne hi behtar hai tujse janamne mein,

bhagy bhi sahashi logo ka hi sath deta hai,

vishwas veh sakti hai jise ujdi hue duniya mein parkash laya ja sakta hai.

log hamare bare mein kya sochte hai,
agar ye bhi hum hi sochege to,
fir log kya sochege,

jab tum peda hue the to tum roye the,
jabki puri duniya ne jashan manaya tha,
apna jivan aise jiyo ki tumhari mot par,
puri duniya roye aur tum jashan manayo,

soch achhi honi chahiye,
kyuki najar ka ilaj to mumkin hai,
par najiriye ka nahi,

utar chadav ke bad bhi agar,
koi insan aapka sath nahi chodta to,
us insan ki kadar hamesha karo,

us jagah par hamesha khamosh rehna,
jaha do kodi ke log apni hesiyat ke gun gate ho,





